jis me app bhat sare projects bana suktay hain
is ki codification ki baat to is me bhat sare models aye huway hain me sirf ek hi model ki baat yaha kar raha hun jis ki codification app ko me batanay wala hun is article me jis say app ko simple ya pata chal sukta hai kay respberry pi hota kya hai
Power: 1.5 W (average when idle) to 6.7 W (maximum under stress)
CPU: 1.2 GHz 64/32-bit quad-core ARM Cortex-A53
Storage: MicroSDHC slot
Memory: 1 GB LPDDR2 RAM at 900 MHz
System-on-chip used: Broadcom BCM2837
is me ram builtin hoti hai Cpu bhi is me andar hi fit hota hai power is ko 1.5 W chaiya hoti hai or achi baat is me ya hai kay app is ko apnay usb charger say bhi istamal karty ya power de suktay hain.
Raspberry pi projects
yaha hum baat karein gay kay is me projects kon kon say banayein gay hain abhi tak or kya kya cheezain is me ho sukti hain or hum khud ek is hi tarha kay project pay kam kar rahay hain jis ka naam hai mirror magic. waisay to ya project bhat sare logon nay banaya hua hai or kam bhi chal kar raha but Pakistan me ya project shayad hi kisi nay banay ho to hum is ko yahi mirror magic say hi start karein gay